OGOHY | Дата: Четверг, 07.03.2019, 09:10 | Сообщение # 1 |
Лейтенант
Группа: Проверенные
Сообщений: 54
Награды: 0
Репутация: 0
Статус: Offline
| Песни Геокатехуменального пути на Русском
Mere Dil Ko Tere Dil Ki Zaroorat Hai Bepannah si mohabbat ki hai Dil ne bhi yahi chanat ki hai
Tere bina mera laage na jiyaa Tere liye hi dhadke jiyaa Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Main tha rahguzaar, tune thama is qadar Ab rahi na koi bhi fikrr Main tujhme baant lu, yun khud ko humsafaar Reh na jaye koi bhi kasar
Tere bina mera laage na jiyaa Tere liye hi dhadke jiyaa Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Teri saanson mein mujhe, guzaara mil gaya Ho gaya mujh pe tera asar Yei mohobbat teri lage rab ki koi mehar Khatam na ho chahtein umrabhar
Tere bina mera laage na jiyaa Tere liye hi dhadke jiyaa Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
----
Aaye ho meri zindagi mein (female) Aaye ho meri zindagi mein, tum bahar banke Mere dil mein yunhi rahna, tum pyar pyar ban ke Ankhon mein tum base ho, sapne hazaar ban ke Mere dil mein yunhi rahna, tum pyar pyar ban ke- Aaye ho,,,
Mere saathi mere sajan, mere saath yun hi chalna Badalega rang zamana, par tum nahi badalna Meri mang yun hi bharna, taare hazaar ban ke Mere dil mein yun hi rahna, tum pyar pyar ban ke
Agar main jo rooth jaoon, to tum mujhe manana Thama hai haath mera, phir umr bhar nibhana Mujhe chod ke na jana, wade hazaar kar ke Mere dil mein yun hi rahna tum pyar pyar ban ke
----
Jo Bheji Thi Duaa Kise poochun, hai aisa kyun Bezubaan sa, ye jahaan hai
Khushi ke pal, kahan dhoondhooN Benishan sa, waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hain Zindagi se kayi faasle hain Paseejte hain sapne kyun aankhon mein Lakeer jab chhoote in haathon se yoon bewajah
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh mod liya Koi raah nazar mein na aaye Dhadkan ne kahan dil chhod diya Kahan chhode in jismoN ne saaye
Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yahan Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa
---
Phir Bhi Tumko Chaahunga Tum mere ho iss pal mere ho Kal shayad ye alam naa rahe Kuch aisa ho tum tum naa raho Kuch aisa ho hum hum naa rahe
Yeh raaste alag ho jaaye Chalte chalte hum kho jaaye
Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga (x2)
Is chahat mein marr jaunga Main phir bhi tumko chahunga Meri jaan mein har khamoshi hain Tere pyaar ke nagme gaunga
Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Is chahat mein mar jaunga Main phir bhi tumko chahunga
Aise zaroori ho mujhko tum Jaise hawa ye saanson ko Aise talashun main tumko Jaise ke pair zameeno ko
Hasna yaa rona ho mujhe Paagal sa dhoondhun main tumhe Kal mujhse mohabbat ho naa ho Kal mujhko ijazat ho naa ho Tutte dil ke tukde lekar Tere darr pe hi reh jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Is chahat mein mar jaunga Main phir bhi tumko chahunga
Tum yoon mile ho jabse mujhe Aur sunehri mein lagti hoon Sirf labon se nahi ab toh Poore badan se hasti hoon
Mere din raat salone se Sab hai tere hi hone se Yeh saath hamesha hoga nahi Tum aur kahi mein aur kahi
Lekin jab yaad karoge tum Main ban ke hawa aa jaunga oh..
Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Iss chahat mein mar jaunga Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga (x2)
Сообщение отредактировал OGOHY - Четверг, 07.03.2019, 09:11 |
|
| |