0
Ваша корзина
0 товаров — 0
Ваша корзина пуста
[ Новые сообщения · Участники · Правила форума · Поиск · RSS ]
 

  • Страница 1 из 1
  • 1
Песни Геокатехуменального пути на Русском
OGOHYДата: Четверг, 07.03.2019, 09:10 | Сообщение # 1
Лейтенант
Группа: Проверенные
Сообщений: 54
Награды: 0
Репутация: 0
Статус: Offline
 
 
 
Песни Геокатехуменального пути на Русском



Mere Dil Ko Tere Dil Ki Zaroorat Hai
Bepannah si mohabbat ki hai
Dil ne bhi yahi chanat ki hai

Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai

Main tha rahguzaar, tune thama is qadar
Ab rahi na koi bhi fikrr
Main tujhme baant lu, yun khud ko humsafaar
Reh na jaye koi bhi kasar

Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai

Teri saanson mein mujhe, guzaara mil gaya
Ho gaya mujh pe tera asar
Yei mohobbat teri lage rab ki koi mehar
Khatam na ho chahtein umrabhar

Tere bina mera laage na jiyaa
Tere liye hi dhadke jiyaa
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai
Mere dil ko tere dil ki zaroorat hai

----

Aaye ho meri zindagi mein (female)
Aaye ho meri zindagi mein, tum bahar banke
Mere dil mein yunhi rahna, tum pyar pyar ban ke
Ankhon mein tum base ho, sapne hazaar ban ke
Mere dil mein yunhi rahna, tum pyar pyar ban ke- Aaye ho,,,

Mere saathi mere sajan, mere saath yun hi chalna
Badalega rang zamana, par tum nahi badalna
Meri mang yun hi bharna, taare hazaar ban ke
Mere dil mein yun hi rahna, tum pyar pyar ban ke

Agar main jo rooth jaoon, to tum mujhe manana
Thama hai haath mera, phir umr bhar nibhana
Mujhe chod ke na jana, wade hazaar kar ke
Mere dil mein yun hi rahna tum pyar pyar ban ke

----

Jo Bheji Thi Duaa
Kise poochun, hai aisa kyun
Bezubaan sa, ye jahaan hai

Khushi ke pal, kahan dhoondhooN
Benishan sa, waqt bhi yahan hai

Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
Lakeer jab chhoote in haathon se yoon bewajah

Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa

Saanson ne kahan rukh mod liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode in jismoN ne saaye

Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yahan
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan

Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
se yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa

---

Phir Bhi Tumko Chaahunga
Tum mere ho iss pal mere ho
Kal shayad ye alam naa rahe
Kuch aisa ho tum tum naa raho
Kuch aisa ho hum hum naa rahe

Yeh raaste alag ho jaaye
Chalte chalte hum kho jaaye

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga (x2)

Is chahat mein marr jaunga
Main phir bhi tumko chahunga
Meri jaan mein har khamoshi hain
Tere pyaar ke nagme gaunga

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Is chahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Aise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawa ye saanson ko
Aise talashun main tumko
Jaise ke pair zameeno ko

Hasna yaa rona ho mujhe
Paagal sa dhoondhun main tumhe
Kal mujhse mohabbat ho naa ho
Kal mujhko ijazat ho naa ho
Tutte dil ke tukde lekar
Tere darr pe hi reh jaaunga

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Is chahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Tum yoon mile ho jabse mujhe
Aur sunehri mein lagti hoon
Sirf labon se nahi ab toh
Poore badan se hasti hoon

Mere din raat salone se
Sab hai tere hi hone se
Yeh saath hamesha hoga nahi
Tum aur kahi mein aur kahi

Lekin jab yaad karoge tum
Main ban ke hawa aa jaunga oh..

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga (x2)



Прикрепления: 7689850.jpg (147.2 Kb)


Сообщение отредактировал OGOHY - Четверг, 07.03.2019, 09:11
 
  • Страница 1 из 1
  • 1
Поиск:

 
 
 
 
 
 

 
 
Последние темы на форуме:
 
  • Сочинение на тему: Автомобиль или велосипед — что выбрать?
  • Язык жестов для глухонемых
  • Выпускные вечера в 2024 году дата проведения
  • Сценарий выпускного вечера в школе
  • Идеальное время для занятий сексом
  • Не спешите выкидывать: как вернуть сковородке антипригарное
  • Выплаты на детей в 2024 школьникам
  • Истории об отношениях свекрови и невестки
  • Свидетельство о заключении Брака в шутку
  • Как вступить в реестр социальных предпринимателей
  • Ева Лонгория в откровенном образе без бюстгальтера
  • Детский оздоровительный лагерь купить путевку
  • Грамота вожатому в лагере. Текст шуточный
  • Будет ли вторая волна мобилизации
  • Семен Слепаков умер
  •  
     

     
    Обращаем ваше внимание на то, что данный интернет-сайт www.relasko.ru носит исключительно информационный характер и ни при каких условиях не является публичной офертой, определяемой положениями Статьи 437 (2) Гражданского кодекса РФ. Цена и наличие товара может отличаться от действительной. Пожалуйста, уточняйте цены и наличие товара у наших менеджеров.
    Администрация сайта не несет ответственности за действия и содержание размещаемой информации пользователей: комментарии, материалы, сообщения и темы на форуме, публикации, объявления и т.д.
    Правообладателям | Реклама | Учебники | Политика
    Отопление, водоснабжение, газоснабжение, канализация © 2003 - 2023
    Рейтинг@Mail.ru Рейтинг арматурных сайтов. ARMTORG.RU Яндекс.Метрика